Bas Hua
Bas hua bas hua bas hua
Mere rab mujhe dukh lum sum hua
Mujhe sadma laga hai satak gaya
Arey satgaya mar mar ke dum liya
Sutta sharab piya
Bas bas bas bas hua
Jee jee ke thakgaya
Arey bas hua yar
Thakgaya yar
Yo Mr Rana on the beat
Bas hua bas hua bas hua taana gaali mazak se thakgaya
Mera saara karam yaha dhulgaya
Kamre mein baitha mai fatgaya Zindagi khai ye mere ladai
Santulan thoda bigadgaya
Rakhunga kadam nishane pe aana hai jisko bhi aane de
Bas hua bas hua bas hua
Akela he khush main hum hua
Do din ki khushiyo se tang hua
Apno ko apnake satgaya
Rang aur mazhab se main batgaya
Jaanu na waqt kya kaise ye katgaya
Jo ye aabaadi banti hai bholi
Mukhauta lagake bas deti hai goli
Bas hua bas hua bas hua khule apraadhi wo dekhke mai tang hua
Kaisa sama jaane na kab bedhang hua
Arey ab toh mai jeeke berang hua
Kaale se baadal chaaye yaha
Baarish ya suraj kuch na pata
Dil kehta jeene se dil na laga saale saasein tu leke bas gaane bana
Bas hua
Sarkar ka rishta salakhon se kam hua
Sharifo ka dil katal hua
Ameero ko kuch na farak pada
Paisa ye kaisa shaitaan kuch bhi ye deta aur leta bhi jaan par
Izzat na bikti na bikta sammaan
Wo sab chodh mai toh fir bhi behaaaal
Bas hua bas hua bas hua
Mere rab mujhe dukh lum sum hua
Mujhe sadma laga hai satakgaya
Arey satgaya mar mar ke dum lia sutta sharab piya
Bas bas bas bas hua
Jee jee ke thakgaya yar
Haan
Bas hua bas hua bas hua
Mere rab mujhe dukh lum sum hua
Mujhe sadma laga hai satakgaya
Arey satgaya mar mar ke dum lia sutta sharab piya
Bas bas bas hua
Dhak dhak dhak mera dil kiya
Dekha tha papa ko tab tha wo chaldia
Likhta hoon gaano mein uski baatein
Ab bacha he kya bas uski he yaadein
Wo the shayar na buzdil na kayar
Hero ke jaisa tha unka attire har ek din saala
Yehi mai sochu
Hoge kidhar wo aur kaise main khojuuuu
Bas hua bas hua bas hua attyachaar
Ye bas bas hua kismat ka waar
Waqt bekar jaise kapde safed mein kaala rang hua lohe pe zang hua
Dil ke armaano ko jaise kuchal dia
Ab bas hua meri kalam hai choori mai rapping se khooni
Musafir ye dunia
Ghar ka toh nahi pata
Sali ye kaisi saza
Suhani fiza
Kaam logo ka lena maza
Kashtia kakaz ki
Yaaron ki dosti
Inka toh bharosa na! dar ladke paaya kya tune
Na darke na ladke kuch hoga bhala
Bas hua bas hua bas hua
Mere rab mujhe dukh lum sum hua
Mujhe sadma laga hai satakgaya
Arey satgaya mar mar ke dum lia sutta sharab piya
Bas bas bas bas hua
Jee jee ke thakgaya yar
Haan
Bas hua bas hua bas hua
Mere rab mujhe dukh lum sum hua
Mujhe sadma laga hai satakgaya
Arey satgaya mar mar ke dum lia Sutta sharab piya
Bas bas bas hua
Yo Mr Rana on the beat
Mere rab mujhe dukh lum sum hua
Mujhe sadma laga hai satak gaya
Arey satgaya mar mar ke dum liya
Sutta sharab piya
Bas bas bas bas hua
Jee jee ke thakgaya
Arey bas hua yar
Thakgaya yar
Yo Mr Rana on the beat
Bas hua bas hua bas hua taana gaali mazak se thakgaya
Mera saara karam yaha dhulgaya
Kamre mein baitha mai fatgaya Zindagi khai ye mere ladai
Santulan thoda bigadgaya
Rakhunga kadam nishane pe aana hai jisko bhi aane de
Bas hua bas hua bas hua
Akela he khush main hum hua
Do din ki khushiyo se tang hua
Apno ko apnake satgaya
Rang aur mazhab se main batgaya
Jaanu na waqt kya kaise ye katgaya
Jo ye aabaadi banti hai bholi
Mukhauta lagake bas deti hai goli
Bas hua bas hua bas hua khule apraadhi wo dekhke mai tang hua
Kaisa sama jaane na kab bedhang hua
Arey ab toh mai jeeke berang hua
Kaale se baadal chaaye yaha
Baarish ya suraj kuch na pata
Dil kehta jeene se dil na laga saale saasein tu leke bas gaane bana
Bas hua
Sarkar ka rishta salakhon se kam hua
Sharifo ka dil katal hua
Ameero ko kuch na farak pada
Paisa ye kaisa shaitaan kuch bhi ye deta aur leta bhi jaan par
Izzat na bikti na bikta sammaan
Wo sab chodh mai toh fir bhi behaaaal
Bas hua bas hua bas hua
Mere rab mujhe dukh lum sum hua
Mujhe sadma laga hai satakgaya
Arey satgaya mar mar ke dum lia sutta sharab piya
Bas bas bas bas hua
Jee jee ke thakgaya yar
Haan
Bas hua bas hua bas hua
Mere rab mujhe dukh lum sum hua
Mujhe sadma laga hai satakgaya
Arey satgaya mar mar ke dum lia sutta sharab piya
Bas bas bas hua
Dhak dhak dhak mera dil kiya
Dekha tha papa ko tab tha wo chaldia
Likhta hoon gaano mein uski baatein
Ab bacha he kya bas uski he yaadein
Wo the shayar na buzdil na kayar
Hero ke jaisa tha unka attire har ek din saala
Yehi mai sochu
Hoge kidhar wo aur kaise main khojuuuu
Bas hua bas hua bas hua attyachaar
Ye bas bas hua kismat ka waar
Waqt bekar jaise kapde safed mein kaala rang hua lohe pe zang hua
Dil ke armaano ko jaise kuchal dia
Ab bas hua meri kalam hai choori mai rapping se khooni
Musafir ye dunia
Ghar ka toh nahi pata
Sali ye kaisi saza
Suhani fiza
Kaam logo ka lena maza
Kashtia kakaz ki
Yaaron ki dosti
Inka toh bharosa na! dar ladke paaya kya tune
Na darke na ladke kuch hoga bhala
Bas hua bas hua bas hua
Mere rab mujhe dukh lum sum hua
Mujhe sadma laga hai satakgaya
Arey satgaya mar mar ke dum lia sutta sharab piya
Bas bas bas bas hua
Jee jee ke thakgaya yar
Haan
Bas hua bas hua bas hua
Mere rab mujhe dukh lum sum hua
Mujhe sadma laga hai satakgaya
Arey satgaya mar mar ke dum lia Sutta sharab piya
Bas bas bas hua
Yo Mr Rana on the beat
Credits
Writer(s): Aniesh Rana
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.