Paheli

Ye kaisi paheli
Jeena muskurana bhulgaye hum
Ye kaisi manzilein
Kuch na pata,hogaye ab hum laapata khudse
Ab firse aana hai nahi
Jeene ko aur Muskurane

Kaisi paheli ye kaisi thi daasta
Mai aasma ko chuna tha chahta par
Aaj ka kya jaanu na kal ka bhi
Palta hu gham mein mai
Palta hu gham mein par jeeta hu dum pe bhi
Bhula mai jeena muskurana
Bhula mai khudko bhi khudse he anjaana
Sabse bas khojana.
Khoke mai khud me he khush chahta hu marjaana

Kaisa ye sama jaise khud ko he Pehchaan na paaye hum
Kaisa ye Jaha
Ye saari baaton mein ghum gaye sab
Kabhi toh
Jaanna chahta hu khudko
Rehna hai baaho mein khudke mann ki

Pehle zindagi se bhaaga sab jhaasa
Meri koshisho ka dhaaga saadha
Zyada gham khushiyo se zyada
Iraada khushio ko tum par hai laana
Jo mai mere paas mein na waja bhi jeene ki
Mere paas mein hai saza bhi peene ki
Mere seene mein dard unn zanjiro ki
Par unn fakiro ne dua di mujhe bhi
Meri galtiya zyada pachtava
Khud se na khush hoon Aawara main
Jaana tha chahta na jaana kya karta
Mai khud se bhi puchu ke kyu itna dukh tha
Fir kyu pal pal sukh
Kyu pal pal chup rehke kuch sehte kuch kehte
Har dum par hum jeete
Dukh sukh bhi sang peete
Har pal bas baat
Khud mein he khud mein main
Main mere saath



Credits
Writer(s): Aniesh Rana
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link